Sunday 31 January 2016

Bacha K Rakha Ha Khud Ko Teri Khater

Bacha K Rakha Ha Khud Ko Teri Khater
Koi Pyar Se Dekhe Tu Bura Lagta Haa

Bat Tu Sach Ha Mager Dil Manta Hi Nahi

Bat Tu Sach Ha Mager Dil Manta Hi Nahi
Keh Barish Main Mera Gher Jala Kese

Abb Bhi Bersat Ki Ratoon Main Badan Tota Ha

Abb Bhi Bersat Ki Ratoon Main Badan Tota Ha
Jaag Uthi Hain Kai Khwahishain Angrai Ki

Tum Se Gilla Kia Na Zamane Se Kch Kaha

Tum Se Gilla Kia Na Zamane Se Kch Kaha
Barbad Ho Gye Bari Sadgi Se Hum

Kerta nahi Ha Tum Se Shiqayat Yeh Dil Mager

Kerta nahi Ha Tum Se Shiqayat Yeh Dil Mager
Kehna Yeh Chahta Ha Keh Tum Ab Woh Nahi Rahe

Mana Keh Main Ne Ghoor Se Dekha Nah Tha Tmhain

Mana Keh Main Ne Ghoor Se Dekha Nah Tha Tmhain
Suraj Ko Ankh Bhar K Koi Dekhta Ha Kia

Friday 29 January 2016

Thursday 28 January 2016

Saturday 16 January 2016

MehKade Band Krain Lakh Zamane Waly

MehKade Band Krain Lakh Zamane Waly
Sheher Main Kam Nahi Ankhon Se Pilane Waly

Sapurd e Khak Ker Dala Teri Ankhon Ki Masti Ne

Sapurd e Khak Ker Dala Teri Ankhon Ki Masti Ne
Hazaron sal jee lete ager tera dedar na hota

Wednesday 6 January 2016

Tumhari Yad Ki Khushbo Mere Daman Se Lipti Ha

Tumhari Yad Ki Khushbo Mere Daman Se Lipti Ha
bara Acha Sa Lagta Ha Tumhain He Sochte Rehna

Bicher K Mujh Say Woh Ab Her Kisi Se Poche Ga

Bicher K Mujh Say Woh Ab Her Kisi Se Poche Ga
Suno Woh Shaks Tha Ju Mera, Kahain Mila Ha Tmhain

ek aur sal beet gya use dhondte use khojte

ek aur sal beet gya use dhondte use khojte
ae zindagi ek ehsan kr mere humsafe ka pata bata

Monday 4 January 2016

Qasam Kha Chuka Tujh Ko na Chorne Ki Werna

Qasam Kha Chuka Tujh Ko na Chorne Ki Werna
Mehsos Kab Se Ho Rahi Ha Teri Berukhi Musalsal

Zarorat e zindagi hum say pochne waly

Zarorat e zindagi hum say pochne waly
Tujhy Kese Bataon Keh Tum Sun Se Zarori Ho


Tum Tu apne ho tmhain dil say nikalain kese

Tum Tu apne ho tmhain dil say nikalain kese

Kabhi Shokhia Dekhana, kabhi Un Ka Muskurana

Kabhi Shokhia Dekhana, kabhi Un Ka Muskurana
Yeh Adayen Ker Na Dalain Mera Kam Chuple Chupke

Rukhsar Peh Pasina, Taiz Dharkan, Haka Sa Ehsas e Haya

Rukhsar Peh Pasina, Taiz Dharkan, Haka Sa Ehsas e Haya
Us Peh Kia Kuch Beet Gya Ek Mera Hath Pakarne Se

Mohabat Milli Tu Bhi Apni Nah Rahi Faraz

Mohabat Milli Tu Bhi Apni Nah Rahi Faraz
Gum Nam Zindagi Thi Tu Kitna Sakoon Tha

Aaj Tak Ha Dil Ko Us K Loat Aane Ki Umeed

Aaj Tak Ha Dil Ko Us K Loat Aane Ki Umeed
Aaj Tak Thehri Hwi Ha Zindagi Apni Jagha

Sunday 3 January 2016

Bari Belgham Si Ho Gai Hain Meri Ankhain

Bari Belgham Si Ho Gai Hain Meri Ankhain
Teri Deed K Musalsal Bhane Dhondti Hain

Aainay Bhi Tumhain Tumhari Khaber Nah Day Skhain gay

Aainay Bhi Tumhain Tumhari Khaber Nah Day Skhain gay
Aao Dekho Meri Nigahon Main Kitnay Haseen Ho Tum

Sub Mujhy Kehty Hain Usy Bhol Jao

Sub Mujhy Kehty Hain Usy Bhol Jao
Koi Usey Kue Nahi Kehta Woh Mera Ho Jye

Kch Is Terha Say Woh Naraz ha Hum Se

Kch Is Terha Say Woh Naraz ha Hum Se
Jesy Unhain Kisi Aur Ne Mana Lia Ho

Ankh Khultay He Mjhy Un Ka Khyal Atta Ha

Ankh Khultay He Mjhy Un Ka Khyal Atta Ha
Yeh Aur Baat HaUnhain Mujh Say Mohabat He Nahi

Best Urdu Poetry For Your Posts